Saturday, January 31, 2009

Dilwale Dulhania Le Jaayenge


Music::Jatin Lalit
Singers::Lata Mangeshkar,Kumar Sanu


Tujhe dekha to yeh jaana sanamm
Pyaar hota hai deewaana sanamm
Tujhe dekha to yeh jaana sanamm
Pyaar hota hai deewaana sanamm
Ab yahan se kahaan jaaye humm
Teri baahon mein mar jaaye humm

Tujhe dekha to yeh jaana sanamm
Pyaar hota hai deewaana sanamm
Ab yahan se kahaan jaaye humm
Teri baahon mein mar jaaye hummm
Tujhe dekha to yeh jaana sanammm

La la laa
La la laa
La la laa
La la laa...

Aankhen merii sapne teree
Dil meraa yaadein terii
Oo mera hai kyaa
La la la
Sab kuch teraa
La la la
Jaan terii saansein terii
Meri aankhonn mein aansuu teree aa gayee
Muskuraanee lagee saare ghamm

Tujhe dekha to yeh jaana sanamm
Pyaar hota hai deewaana sanamm
Ab yahan se kahaan jaaye humm
Teri baahon mein mar jaaye hummm
Tujhe dekha to yeh jaana sanamm

Yeh dil kahinn lagta nahinn
Kya kahoonn main kya karoonn
Haan tu saamnee
La la la
Baithi rahee
La la la
Main tujhe dekha karoonn
Tune aawaaz di dekh main aa gayii
Pyaar se hai badi kya kasamm

Tujhe dekha to yeh jaana sanamm
Pyaar hota hai deewaana sanamm
Tujhe dekha to yeh jaana sanamm
Pyaar hota hai deewaana sanamm
Ab yahan se kahaan jaaye humm
Teri baahon mein mar jaaye humm
Teri baahon mein mar jaaye humm

No comments: