Showing posts with label Yuvraaj 2008. Show all posts
Showing posts with label Yuvraaj 2008. Show all posts

Monday, March 16, 2009

Yuwaraaj 2008


Director::Subhash Ghai
Music Director::A R Rahman
Lyrics::Gulzar
Singer::Benny Dayal,Shreya Ghosal,A R Rahman
Cast::Salman Khan,Anil Kapoor,Katrina Kaif,
Zayed Khan,Boman Irani,Aushima Sawhney

aaja main hawaon pe bithake le chalun
tu hi toh… tu hi toh meri dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chalun
tu hi toh meri dost hain

awaaz ka dariya hoon
behta hoon main nili raaton mein
main jaagta rehta hoon
neend bhari jheel si aankhon mein
awaaz hoon main…

aaja main hawaon pe bithake le chaloon
tu hi toh… tu hi toh meri dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chaloon
tu hi toh meri dost hain

raat mein chandni kabhi, aisi gungunati hain
sunn zara lagta hain tumse, awaaz milati hain

main khayalon ki mehek hoon
gungunati hain saaz par
ho sake toh milale
awaaz tu mere saaz par

aaja main hawaon pe bithake le chalun
tu hi toh meri dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chaloon
tu hi toh meri dost hain

awaaz ka dariya hoon
behta hoon main nili raaton mein
main jaagta rehta hoon
neend bhari jheel si aankhon mein
awaaz hoon main…

o kabhi kehta hai saahil, jahan shaam utarti hain
kehte hain samunder se, ek pari gujarti hain
woh raat ki rani hain, sargam par chalti hain
re sa re sa re sa
sa re sa re sa re

aaja main hawaon pe bithake le chaloon
tu hi toh… tu hi toh mera dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chaloon
tu hi toh mera dost hain

awaaz ka dariya hoon
behti hoon mein nilli raaton mein
main jagti rehti hoon
neend bhari jheel si aankhon mein
awaaz hoon main…

awaaz hoon main…

Yuvraaj 2008



Music Director::A R Rahman
Director::Subhash Ghai
Producer::Subhash Ghai
Lyricists::Gulzar


Everybody in the party are you ready, say X X X,
Gotta go with the flow, say P L O..O,
Ready for me, you put the D to the E..E,
E X P L O D E…Explode with me,
Ahaan..explode..


Yeahh..I know you want me,
Get on the floor,
I am looking for that special girl,
Get on the floor, get on the floor,
Get get get on the floor, get on the floor,
Get get get on the floor, get on the floor…


Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..shano shano
Lets start the show,
Shano shano..

Hoooo…
Shano shano, hooo
Shano shano..

Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..

Atke atke, kitne latke,
Atke atke, kitne latke,
Deke bulaye tu,
Andar andar beech samunder,
Andar andar beech samunder,
Doobki khaye tu,

Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..
Hooo..
Shano shano.. hooo
Shano shano…
Shano shano..
Get on the floor,
Shano shano..

Roz yahin par aana,
Jab sooraj wapas jaaye,
Aadha din ho aadha,
Ho aadhi raat ke saaye,
Roz yahin se jaana,
Jab sooraj shaam nahaye,
Doob raha ho aadha,
Paani mein gote khaye,
Paani mein gote khaye…

Pakka shikari hai, pakka shikari,
Aari chalata hai, aari aari aari,
Tune chalaye hai, barche hazaron,
Apni to pehli hai, baari baari baari..

Pyaala pyaala, mai ka pyaala,
Pyaala pyaala, mai ka pyaala..

Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..
Shoo shano shano,
Shoo shano shano
Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..

Aag se tarasha,
Ek gulab dekha aisa,
Shabab dekha,
Tez hawa se utro,
To paon pe chalna hoga,
Dhoop mein paon jalenge,
To chao mein chalna hoga,
Hoo hoo…
Hosh ka paani chidko,
Madhoshi ki aankhon par,
Apno se mat uljho,
Tum gairon ki baaton par,
Hoo hooo..

Udke to dekho, uchi udayi,
Mit jaayegi hasrat,
Saari saari saari,
Zindagi koi jua nahi hai,
Jisne lagayi baazi,
Haari haari haari..

Pyaala pyaala, eh eh..mai ka pyaala,
Pyaala pyaala, mai ka pyaala..

Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..shano shano
Lets start the show,
Shano shano..
Shoo shano shano,
Shoo shano shano
Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..

Hey heyy heyy..
Hey heyy heyy..
Hey heyy heyy..
Hey heyy heyy..
Shano shano..ooo
Get on the floor,
Shano shano..
Shano shano..ooo
Lets start the show,
Shano shano..