Wednesday, October 13, 2010

Lakeer -- 2004




Lakeer (2004)
Music::A. R. Rahman
Lyricis::Mehboob
Singer::Shaan, Kavita Krishnamurthy
Cast::Sunny Deol, Suniel Shetty, John Abraham, Esha Deol

paigaam laayaa saawan
daaman se bandh jaaye daaman
rim jhim khushiyon ki barse ham pe barkhaa
chanchal hawaaye boli
sajne pe teri doli
doli phir dole jaise dole chandaa
jee kartaa hai pankh lagaa ke ud jaaoon main
neel gagan ke baadal banke chhoo jaaoon main
ji kartaa hai pankh lagaa ke ud jaaoon main


barkhaa pawan ye boonden
sabne udaa de neenden
jaage aankhon mein meri jaagaa sapnaa
manwaa meraa bhi dole
haule haule ye bole
begaani duniyaa mein hai too hi apnaa
ji kartaa hai pankh lagaa ke ud jaaoon main


saagar kinaare kisi parvat ke saaye mein
dikhtaa hai ek aashiyaan

hai jaan jab tak main rahoon tere dil mein hai
vahi hai mera aashiyaan

maasoom hain baaten aisi
phoolon pe ho shabnam jaisi
main khil saa gayaa
mehak uthaa jag saara..
ji kartaa hai pankh lagaa ke ud jaaoon main

shaakhon pe jhoola jhoolen nayi naveli ye kaliyaan
teri baahon mein jhoolen ham
chaahat ka mausam aaya
tanahaai sang laaya
madhosh hain aaj hum
madhoshi apnaa toote
daaman ye tera naa chhoote
hai sang tera rang tera mera kya
ji kartaa hai pankh lagaa ke ud jaaoon main

LOC Kargil --2003




Music::Anu Malik
Director::J.P.Dutta
Lyrics::aved Akhtar
Singers::Roopkumar Rathod,Sukhwindher Singh,
Hariharan, Sonu Nigam, Udit Narayan

main kahin bhee rahoon har kadam har ghadi..2
mere dil me basi teri yaad hain
meri aankhon ki duniyan hai sooni padi..2
dil ki duniyan magar tujhse aabaad hai

::main::

kaise bhoole bichadne kaa woh pal mujhe
ab bhee kar detaa hai jaise paagal mujhe
mujhse aansoo chupaake woh jaanaa teraa
dekhne phir woh khidki pe aanaa teraa
mujhe teraa woh hasnaa aur khil khilaanaa yaad aataa hai
palat ke dekhnaa aur muskuraana yaad aataa hai
yaad aataa hai

::main kahin::

lehlahaate hue kheton kaa woh samaa
raah tak naa meraa teraa aanaa wahaa
teraa sharmaanaa woh paas aate hue
door zarwaahe bansi bajaate hue..2
yaad hai mujhko teri woh betaabiyan
koi aaye to ho tujhko meraa ghumaa

::main::

is angootee mein chil milaatee hain..2
teri yaadon ki ek kiran aise
bait phoolon ki sajilee doli mein
muskuraaye koi dulhan jaise
jahaan bas raaj hai teraa
woh aangan yaad aataa hai
wahaa gutnon jo chaltaa hai
woh bachpan yaad aataa hai

::main::

teraa woh daudke aanaa..2
woh milnaa yaad aataa hai
tere khamosh honton kaa
woh hilnaa yaad aataa hai

::main::

Friday, October 1, 2010

Life Partner -- 2009



Director::Rumi Jaffery
Lyrics::Javed Akhtar,Kumaar
Music Director::Pritam Chakraborty
Producer::Abbas Burmawalla, Mustan Burmawalla
Singer::Antara Mitra,Debojeet Daata,Shaan

Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
Aa Aa .. Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
(Ku Ku Ku Kuke) - 3 Kuke
Gaana Tum Jo Gaate Ho, Dil Bahot Jalate Ho
Sur Jo Tum Lagaate Ho, Sur Hai Aathava
Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale
Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan
O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai, O Ye O Kaano Ki Saza Hai
O Ye O Jo Bhi Sunata Hai, O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo

(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -2
Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
Aa Aa Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe..Dhundhe..
(Ku Ku Ku Kuke..) -3 Koyaliya
Dil Jo Lubhaaye Pyaar Jataaye
Woh Jo Bhi Gaaye Humako Lage Bhala
Jo Sur Ko Chode Taal Ko Tode..Daudaaye Ghode Pakado Uska Gala
O Ye O Mera Pyaar Hai Gehara..O Ye O Tere Pyaar Hai Behara
O Ye O Dil Thehara Thehara..O Ye O Kahe Bar Karo Bas Karo
(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo..Itana Sitam Dhaane Se
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo..Itana Bura Gaane Se) -2

Woh Jo Na Bole..Hont Na Khole
Baagho Mein Dole Hame Woh Pasand Hai
Ja Re Deewane Tu Yeh Na Jaane
Jo Dil Ki Na Maane Wohi Akalmand Hai
O Ye O Band Kar Yeh Baaja..O Ye O Chal Hosh Mein Aaja
O Ye O Abb Tum Mere Raaja..O Ye O Jara Bas Karo Bas Karo
Gaana Tum Jo Gaate Ho..Dil Bahot Jalate Ho
Sur Jo Tum Lagaate Ho..Sur Hai Aathava
Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale
Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan
O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai..O Ye O Kaano Ki Saza Hai
O Ye O Jo Bhi Sunata Hai..O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo
(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo..Itana Sitam Dhaane Se
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo..Itana Bura Gaane Se) -4
Kuke Kuke Koyaliya Kuke..Kuke Kuke Koyaliya
Aa Aa Aa... Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
Ku Ku Ku Kuke Koyaliya Aa Aa..

Wednesday, July 14, 2010

LAKSHYA --2004




Singer(s)::SADHANA SARGAM,HARIHARAN


Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun

Sadhana:
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho

Hariharan:
Kyun poori ho na paayi daastaan

Sadhana:
Kaise aayi hai aisi dooriyaan

Hariharan:
Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe

Sadhana:
Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe

Hariharan:
Kitna viraan hai ye sama

Sadhana:
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan

Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon

Sadhana:
Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen

Hariharan:
Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen

Sadhana:
Aa gaye ham kahaan se kahaan

Hariharan:
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan

Sadhana:
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho

Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun

LAKSHYA --2004

Singer(s)::ALKA YAGNIK,UDIT NARAYAN




Agar Main Kahoon Mujhe Tumse Mohabbat Hai
Meri Bas Yehi Chaahat Hai Toh Kya Kahogi - 2
Main Tumse Kahoongi..Is Baat Ko Agar Tum
Zara Aur Saja Ke Kehte..Zara Ghooma-Phira Ke Kehte
Toh Achcha Hota

Agar Main Kahoon
Tumko Jab Dekhoon Lagti Ho Jaise Nayi
Honthh Hain Pankhadi Phool Ki
Aankhein Jaise Jugnu Chamke Huwe
Soche Mera Ye Dil Dhadakte Huwe
Agar Main Kahoon…
Agar Main Kahoon Ye Jo Chehra Hai
Jaise Koyi Chaand Hai Toh Kya Kahogi

Main Tumse Kahoongi
Mujhko Bhoole Se Bhi Chaand Tum Na Kaho
Chaand Mein Toh Kayin Daag Hai
Mujhe Phool Na Kehna Woh Murjhaate Hain
Jugnu Bhi Na Kehna Woh Kho Jaate Hain
Ye Baatein Puraani Hai, Jo Mujhko Sunaani Hai
Kissi Aur Adaa Se Kehte, Zara Ghooma-Phira Ke Kehte
Toh Achcha Hota

Agar Main Kahoon Mujhe Tumse Mohabbat Hai
Meri Bas Yehi Chaahat Hai Toh Kya Kahogi
Agar Main Kahoon
Baatein Sunke Tumhaari Main Hairaan Hoon
Jo Bhi Kehna Hai Kaise Kahoon
Lagta Tumhein Kuchh Bhi Achcha Nahin
Sach Ko Bhi Kehti Ho Sachcha Nahin

Agar Main Kahoon..
Agar Main Kahoon Tumhein Pata Nahin Hai Kyun
Hai Pyaar Mujhe Bhi Tumse Toh Kya Kahoge
Main Tumse Kahoonga, Mere Dil Ka Hai Ye Kehna
Ham Ko Hai Saath Mein Rehna
Ye Dono Ke Dil Mein Hai Na Toh Phir Kyun Kehna
Agar Main Kahoon Toh Main Tumse Kahoongi

LAKSHYA --2004




Singer(s)::SHAAN
Movie Director::Farhan Akhtar
Music Director::Shankar Eshaan Loy
Lyrics:::Javed Akhta
r

Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main jaisa hoon main waisa kyun hoon
Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana
Hoga jaane mera ab kya
Oh…
Koyi toh bataaye mujhe
Oh…
Gadbad hai ye sab kya
Oh…
Koyi samjhaaye mujhe
Oh…
(Oh we ee aa owe ee oh
Oh we ee aa owe owe owe owe) -2
Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main jaisa hoon main waisa kyun hoon

Ab mujhko ye hai karna, ab mujhe woh karna hai
Aakhir kyun main na jaanoon, kya hai ke jo karna hai
Lagta hai ab jo seedha, kal mujhe lagega ulta
Dekho na main hoon jaise, bilkul ulta phulta
Bad loonga main abhi kya
Oh…
Maanoon toh kya maaanon main
Oh…
Sudhroonga main kabhi kya
Oh…
Ye bhi toh na jaanoon main
Oh…
Jaane ab mera, hona kya hai (oh)
Lagta hai tumko kya
Jaane ab mera, hona kya hai (oh)
Kya main hoon jaisa bas waisa rahoonga?
Oh we ee aa owe ee oh
Oh we ee aa owe owe owe owe
Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana
Hoga jaane mera ab kya
Oh…
Koyi toh bataaye mujhe
Oh…
Gadbad hai ye sab kya
Oh…
Koyi samjhaaye mujhe
Oh…
(Oh we ee aa owe ee oh
Oh we ee aa owe owe owe owe) -2
Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main aisa aisa aisa hi hoon