Showing posts with label rock on. Show all posts
Showing posts with label rock on. Show all posts

Tuesday, March 10, 2009

Sinbad The Sailor - Rock On



Music Director::Shankar Ehsaan Loy
Singer(s::Farhan Akhtar,Raman Mahadevan
Lyricists:Javed Akhtar

Sinbad the Sailor

Sinbad the sailor jahaaz me jab chala
Mere yaar sun lo sun lo
Dhoondh raha tha ek nayi duniya ka pata
Mere yaar sun lo sun lo
Woh anjaani raahon me thaa..o-o
Woh lehron ki baahon me thaa..o-o


Sab ne kaha tha in samundaron me jaana nahi
Mere yaar sun lo sun lo
Khwaabon ke peeche jaake kuch bhi hai paana nahi
Mere yaar sun lo sun lo
Woh apni hi dhun me rahaa..o-o
Woh sunna tha dil ka kahaa..o-o

(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)

Uska jahaaz khila toofanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Phir bhi na aayi kami uske armaanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Woh Deewana aisa hi thaa..o-o
Woh Sapnon ka humrahi thaa..o-o

(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)

Woh kuch paane ki chah me..o-o
Woh badhta raha raah me..o-o
Gehra samundar tha, unchi unchi lehren
Mere yaar sun lo sun lo
Kashtiyaan jin dekhi mushkil se thehre
Mere yaar sun lo sun lo
Woh saahil tak aa hi gayaa..o-o
Woh manzil ko paa hi gayaa..o-o


(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)


Tum ho toh gaata hai dil
Tum nahi toh geet kahaan
Tum ho toh hai sab haasil
Tum nahi toh kya hai yahaan
Tum ho toh hai sapnon ke jaisa haseen ek samaa
Jo tum ho toh yeh lagta hai ki mil gayi har khushi
Jo tum na ho yeh lagta hai ki har khushi me hai kabhi
tum ko mangti yeh zindagi

Socha Hai - Rock On

Song: Socha Hai
Singer: farhan akhtar

Lyrics:
Aasman hai neela kyon?
Paani geela geela kyon?
Gol kyon hai zameen?

Silk mein hai narmi kyon?
Aag mein garmi kyon?
Do aur do paanch kyun nahin?

Ped ho gaye kam kyon?
Teen hai ye mausam kyon?
Chaand do kyon nahin?

Duniya mein hai jung kyon?
Behta laal rang kyon?
Sarhadein hai kyon har kahin?

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai ye kya sabhi?
Socha hai socha nahin toh socho abhi

Behti kyon hai har nadee?
Hoti kya hai roshni?
Barf girti hai kyon?

Dost kyon hai rooth te?
Taare kyon hai toot te?
Badalon mein bijli hai kyon ?

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai yeh kya sabhi?
Socha hai socha nahi toh socho abhi

Sanaata sunaee nahin deta
Aur hawaein dikhayee nahin deteen
Socha hai kya kabhi hota hai ye kyon?

Aasman hai neela kyon?
Paani geela geela kyon?
Gol kyon hai zameen?

Silk mein hai narmi kyon?
Aag mein garmi kyon?
Do aur do paanch kyun nahin?

Ped ho gaye kam kyon?
Teen hai ye mausam kyon?
Chaand do kyon nahin?

Duniya mein hai jung kyon?
Behta laal rang kyon?
Sarhadein hai kyon har kahin?

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai ye kya sabhi?
Socha hai socha nahin toh socho abhi

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai ye kya sabhi?
Socha hai socha nahin toh socho abhi!!

Socha Hai - Rock On


Singer::farhan akhtar
Aasman hai neela kyon?
Paani geela geela kyon?
Gol kyon hai zameen?


Silk mein hai narmi kyon?
Aag mein garmi kyon?
Do aur do paanch kyun nahin?

Ped ho gaye kam kyon?
Teen hai ye mausam kyon?
Chaand do kyon nahin?

Duniya mein hai jung kyon?
Behta laal rang kyon?
Sarhadein hai kyon har kahin?

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai ye kya sabhi?
Socha hai socha nahin toh socho abhi

Behti kyon hai har nadee?
Hoti kya hai roshni?
Barf girti hai kyon?

Dost kyon hai rooth te?
Taare kyon hai toot te?
Badalon mein bijli hai kyon ?

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai yeh kya sabhi?
Socha hai socha nahi toh socho abhi

Sanaata sunaee nahin deta
Aur hawaein dikhayee nahin deteen
Socha hai kya kabhi hota hai ye kyon?

Aasman hai neela kyon?
Paani geela geela kyon?
Gol kyon hai zameen?

Silk mein hai narmi kyon?
Aag mein garmi kyon?
Do aur do paanch kyun nahin?

Ped ho gaye kam kyon?
Teen hai ye mausam kyon?
Chaand do kyon nahin?

Duniya mein hai jung kyon?
Behta laal rang kyon?
Sarhadein hai kyon har kahin?

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai ye kya sabhi?
Socha hai socha nahin toh socho abhi

Socha hai ye tumne kya kabhi?
Socha hai ki hai ye kya sabhi?
Socha hai socha nahin toh socho abhi!!

Rock On



Music By::Javed Akhtar
Lyrics By::Shankar-Ehsaan-Loy
Singer::Farhan Akhtar

meri laundry ka ek bill
ik aadhi padhi novel
ek ladki ka phone number
mere kaam ka ek paper
mere, taash se heart ka king
mera, ik chaandi ka ring
pichhle saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya


present mili ek ghadi
pyaari thi mujhe badi
mary jaine ka ek pckt
meri denim ki jacket
do one-day match ke passes
mere naye naye sunglasses
pichhle saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya

kaise, bhoolun, saatva jo din aaya
kisi ne, tumse, ik party mein milwaaya
kaisa, pal tha, jis pal maine tumko pehli baar dekha tha
hum jo mile pehli baar
maine jaanaa kya hai pyaar
maine hosh bhi khoya dil bhi khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya
maine pichhle saat dino mein
ye sab hai, khoya..

Pichle Saat Dinon Mein-Rock On

Song: Pichle Saat Dinon Mein
Movie: Rock On
Singer: Farhan Akhtar

Rock On!!

Song: Rock On!!