Wednesday, October 3, 2007

Tera jadoo chal gaya --2000




Tera jadoo chal gaya (2000)
Music::Ismail Darbar
Lyrics::Sameer
Singers::Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam


aapkaa chalnaa qayaamat aapkaa ruknaa qayaamat : 2 :
aapkaa mudnaa qayaamat apkaa hasnaa qayaamat
sar se leke paao tak (2)
aap to hai bus qayaamat
qayaamat ho qayaamat hai qayaamat ho qayamato ho (2)


aapke dil mein sharaarat aapke lab pe sharaarat
aapko aate sharaarat aap karte hai sharaarat
sar se leke paao tak : 2 :
aap mein hai bus shararat
sharaarat ho shararat haay shararat ho shararat ho (2)


apkaa chalnaa qayaamat apkaa ruknaa qayaamat


aapne pehli nazar mein chain meraa leliya neend meri lootli
dard jaane kyaa diyaa : 3 :
saare duniya se judaa aapkaa andaaz hai har gali kooche mein charcha,
apkaa hee aaj hai : 3 :
aapkee nazren qayaamat apkee zulfen qayaamat
apkaa thumkaa qayaamat aapka jhumkaa qayaamat
sar se leke pao tak : 2 :
aap to hai bus qayaamat


nisaga sagama gaga
nisa pama gaga sani
panipa nisani sani
pani sani pama gaga
nipama sanipa gasani
gagasa nipamaga


aapki baaton se dil bar main abi anjaan hoon,
aapki taareef sunke
mein zara hairaan hoon (3)
dekh ke lagtaa hai mujko aap dewaane bade hai
raam jaane is tarhaa se
kyon mere peeche pade hai 2
aapka aana sharaarat aapka jaanaa sharaarat
aapkee baaten sharaarat aapkaa gaanaa sharaarat
sar se leke pao tak : 2 :
aap mein hai bus sharaarat
shararat ho shararat ho shararat hai shararat ho (2)


: apkaa :
qayaamat ho : 4 :
sharaarat ho : 4 :
apkaa naa naa yoon karnaa jaane man jaane jaa,
apkaa mujhpe yoon marnaa jaane man jaane jaa
qayaamat ho : 4 :
aapkaa chalnaa ruknaa mudnaa hasnaa hai qayamat ho
mujko to aisaa lagtaa hai in mulaaqaaton mein
mera dil mujse kehtaa hai in haseen raaton mein : 2 :
qayaamat sharaarat qayaamat sharaarat qayaamat sharaarat ho
qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho qayaamat ho
shararat ho sharaarat ho sharaarat ho sharaarat ho
qayaamat...


nisanisa risanisa nisani panipa sagamapa nisa nipamaga ga


ahhhhhhhhh.........

No comments: