Friday, September 25, 2015

Humraaz--2002



Music::Himesh Reshammiya
Lyrics::Sudhakar Sharma
Singer::Alka Yagnik, Kumar Sanu 
Film Director::Abbas Mastan
Cast::Akshaye Khanna, Amisha Patel, Bobby Deol 

:::::::

E..hE..lalaalalaala..aaaa 
Bhool na jana, door na jana
O jaan-e-jana pyaar nibhana
Tum ho, tum ho, tumhi ho
Tum ho, tum ho, tumhi ho
Sanam mere humraaz
Sanam mere humraaz

Bhool na jana, door na jana
O jaan-e-jana pyaar nibhana
Tum ho, tum ho, tumhi ho
Tum ho, tum ho, tumhi ho
Sanam mere humraaz
Sanam mere humraaz

Bhool na jana, door na jana
O jaan-e-jana pyaar nibhana
Tum ho, tum ho, tumhi ho
Sanam mere humraaz
Sanam mere humraaz

Tu hi aarzu hai
Tu hi justju, tu hai junoon
Dil ki gali yeh bada tadpaati hai
Ehad-e-wafa mein daga de jaati hai
O dil ki gali yeh bada tadpaati hai
Ehad-e-wafa mein daga de jaati hai
Daga nahin dena, saza nahin dena
Saahil pe la ke duba nahin dena
Tum ho, tum ho, tumhi ho

Sanam mere humraaz
Sanam mere humraaz

Hai kachche dhaage se naazuk mohabbat
Yeh toot jaaye na karna hifaazat
Hai kachche dhaage se naazuk mohabbat
Yeh toot jaaye na karna hifaazat
Doraahe pe la ke chhod nahi dena
Vaada yeh wafa ka tod nahi dena
Tum ho, tum ho, tumhi ho
Sanam mere humraaz
Sanam mere humraaz

Bhool na jana, door na jana
O jaan-e-jana pyaar nibhana
Tum ho, tum ho, tumhi ho
Sanam mere humraaz
Sanam mere humraaz
Sanam mere humraaz.

Thursday, September 24, 2015

Vijaypath--1994



Music director::Anu Malik
Lyrics::Zameer Kazmi
Film Director::Farouq Siddique
Producer::Dhirajlal Shah
Singers : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Starring::Ajay Devgan,Tabu,Danny Denzongpa ,Gulshan Grover,Reema Lagoo

:::::

Ahh…Ahhh…Ahhh
Raah Mein Un Se Mulaakaat Ho Gai
Raah Mein Un Se Mulaakaat Ho Gai
Jise Darate The Wohi Baat Ho Gai
Ahh…Ahhh

Raah Mein Un Se Mulaakaat Ho Gai
Raah Mein Un Se Mulaakaat Ho Gai
Jise Darate The Wohi Baat Ho Gai
Ahh…Ahhh

::::1

Ishq Ke Naam Se Dar Lagataa Thaa
Dil Ke Anjaam Se Dar Lagataa Thaa
Ishq Ke Naam Se Dar Lagataa Thaa
Dil Ke Anjaam Se Dar Lagataa Thaa
Dil Ke Anjaam Se Dar Lagataa Thaa
Aashiqi Wo Hi Mere Saath Ho Gai
Aashiqi Wo Hi Mere Saath Ho Gai
Jise Darate The Wohi Baat Ho Gai
Ahh…Ahhh…
Ahh…Ahhh…Ahhh…

::::2

Tere Been Kuchh Naheen Bhaataa Hain Mujhe
Tere Been Kuchh Naheen Bhaataa Hain Mujhe
Har Taraf Too Najar Aataa Hain Mujhe
Har Taraf Too Najar Aataa Hain Mujhe
Zindagi Taaron Ki Baaraat Ho Gai
Zindagi Taaron Ki Baaraat Ho Gai
Jise Darate The Wohi Baat Ho Gai
Ahh…Ahhh…
Ahh…Ahhh…Ahhh…

Aankh Roye Naam Pe Tere Saawan Kee Tarah
Too Samaayee Dil Mein Mere Dhadakan Kee Tarah
Aankh Roye Naam Pe Tere Saawan Kee Tarah
Too Samaayee Dil Mein Mere Dhadakan Kee Tarah
Dhadakan Kee Tarah
Har Taraf Pyaar Kee Barasaat Ho Gayee
Har Taraf Pyaar Kee Barasaat Ho Gayee
Jise Darate The Wohi Baat Ho Gai
Ahh…Ahhh…
Ahh…Ahhh…Ahhh…
Raah Mein Un Se Mulaakaat Ho Gai
Raah Mein Un Se Mulaakaat Ho Gai
Jise Darate The Wohi Baat Ho Gai
Ahh…. Ahhh…

Friday, May 1, 2015

Ashique 2--2013


Shreya Ghoshal - Sun Raha Hai Na Tu -  Aashiqui 2 by malam46
Music: Ankit Tiwari 
Lyrics: Sandeep Nath 
Singer: Shreya Ghoshal 
Cast: Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor

Shreya Ghoshal - Sun Raha Hai Na Tu - Aashiqui 2 
Yaara... 
Manzilein ruswa hain 
Khoya hai raasta 
Aaye le jaaye 
Itni si ilteja 
Ye meri zamaanat hai 
Tu meri amaanat hai aa... 

Mujhko iraade de 
Kasamein de, waade de 
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de 
Dil ko thikaane de naye bahaane de 
Khabon ki barishon ko mausam ke paimane de 
Apne karam ki kar adaayein 
Kar de idhar bhi tu nigaahein 

Sun raha hai naa tu 
Ro rahi hun main 
Sun raha hai naa tu 
Kyun ro raha hun main (x2) 

Yaara... 

Waqt bhi thehara hai 
Kaise kyun ye huaa 
Kaash tu aise aaye 
Jaise koi duaa 
Tu rooh ki raahat hai 
Tu meri ibaadat hai 

Apne karam ki kar adaayein 
Kar de idhar bhi tu nigaahein 

Sun raha hai naa tu 
Ro rahi hun main 
Sun raha hai naa tu 
Kyun ro raha hun main (x2)

Thursday, September 25, 2014

Dilwale Dulhania Le Jayenge--1995



Music::Jatin, Lalit 
Lyricis::Anand Bakshi  
Singer's::Chitra & Chorus
Film Directed By::Aditya Chopra
Producer::Yash Chopra
Cast::Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi, Satish Shah, Amrish Puri, Farida Jalal, Anupam Kher, Mandira Bedi

::::::

Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam

Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum

Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam

Aankhein meri, sapne tere
Dil mera, yaadein teri
Ho mera hai kya la la la
Sab kuchh tera la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage saare gham
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam

Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon, main kya karoon
Haan tu saamne la la la
Baithi rahe la la la
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaz di dekh main aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum.

Wednesday, September 18, 2013

RAAZ--2002




Music Director::Nadeem Shravan
Lyrics::Sameer
Singer:Alka Yagnik & Udit Narayan

--MALE--
Jo bhi kasmein khaayi thi humne
Waada kiya tha jo milke
Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
Kya tumhe yaad hai - 3
Din voh bade haseen the
Raatein bhi khushnaseeb thi
Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
Kya tumhe yaad hai - 3
Jaage jaage rehte the, khoye khoye rehte the
Karte the pyaar ki baatein
Kabhi tanhaai mein, kabhi purvaai mein
Hoti thi roz mulaaqaatein
Teri in baahon mein, teri panaahon mein
Maine har lamha guzaara
Tere is chehre ko, chaand sunehre ko
Maine to jigar mein utaara
Kitne tere kareeb tha
Main to tera naseeb tha
Honton pe rehta tha har waqt bas naam tera
Kya tumhe yaad hai

--FEMALE--
Haan mujhe yaad hai - 2
Aa aa aa aa, aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa, aa aa aa
Din ke ujaalon mein, khwaabon khayaalon mein
Maine tujhe pal pal dekha
Meri zindagaani tu, meri kahaani tu
Tu hai mere haathon ki rekha
Maine tujhe chaaha to, apna banaaya to
Tune mujhe dil mein basaaya
Pyaar ke rangon se, baheki umangon se
Tune mera sapna sajaaya
Tere labon ko choomke
Baahon mein teri jhoomke
Maine basaaya tha aankhon mein tere basera
Kya tumhe yaad hai

--MALE--
Haan mujhe yaad hai - 2

--FEMALE--
Jo bhi kasmein khaayi thi humne

--MALE--
Waada kiya tha jo milke

--FEMALE--
Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera

--MALE--
Kya tumhe yaad hai

--FEMALE--
Haan mujhe yaad hai

--MALE--
Haan mujhe yaad hai

Saturday, July 27, 2013

Bajatey Raho--2013



























Music::Jaidev Kumar
Lyrics::Kumaar

Nagin Dance 

shagna di raat raat, sajna ji hot hot
shagna di raat raat, sajna ji hot hot
naina vichon sajna de laai javan shot vot
mai valkhavan, hath na avan
mai valkhavan, hath na avan
yaar mere tau bachna....

mai nagin naagin....naagin naagin....naagin dance nachna
mai nagin naagin....naagin naagin....naagin dance nachna

Nose pin ke lashkaare, Earing ke chamkaare
meri nose pin ke lashkaare,
earing ke chamkaare
tere utte pai gaye , te dil vil tera lai gaye,
plan hai mera , mahi tera
plan hai mera , mahi tera
picha naiyon chaddna

mai nagin naagin....naagin naagin....naagin dance nachna
mai nagin naagin....naagin naagin....naagin dance nachna
mai nagin naagin....naagin naagin....naagin dance nachna

Friday, June 28, 2013

1920 Evil Returns--2012






Music Director::Chirantan Bhatt
Lyrics by::Shakeel Azmi
Singer::Sonu Nigam
Star Cast::Aftab Shivdasani, Tia Bajpai

Anjaane ho tum, jo begaane ho tum
Jo pehchaane lagte ho kyun
Tum gehri neendon me jab soye soye ho
Toh mujhme jagte ho kyun

Jab tujhko paata hai
Dil muskurata hai
Kya tujh se hai waasta
Kya tujh me dhoondu main
Kya tujh se chaahu main
Kya kya hai tujhme mera
Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya
Par ajnabi apna mujhe tu lagaa..

Tujhse taalluk jo nahi kuch mera
Kyun tu lage hai apana saa
Dekhu jo tujhko ik nazar
Jaaye bhar mujhme hai mera jo khala
Zindagi me khushi tere aane se hai
Warna jeene mein gham, har bahane se hai
Hai yeh alag baat hai hum mile aaj hain
Dil tujhe jaanata ik zamaane se hai
Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya
Par ajnabi apna mujhe tu laga
Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya
Par ajnabi apna mujhe tu laga

Aankhon ne aankhon se kahi daastaan
Tumko banake raazdaan
Baahon me jannat aa gayi khushnumaa
Tum jo huye ho mehrbaan
Jism se jism ka yun taaruf huaa
Ho gaye hum sanam rooh tak aashna 
Ek zara jo chale do kadam saath me
Mill gaya hai hume zindagi ka pata

Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya
Par ajnabi apna mujhe tu laga
Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya
Par ajnabi apna mujhe tu laga

Anjaane ho tum, jo begaane ho tum
Jo pehchaane lagte ho kyun
Tum gehri neendon me jab soye soye ho
Toh mujhme jagte ho kyun

Jab tujhko paata hai
Dil muskurata hai
Kya tujh se hai waasta
Kya tujh me dhoondu main
Kya tujh se chaahu main
Kya kya hai tujhme mera
Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya
Par ajnabi apna mujhe tu lagaa..
Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya
Par ajnabi apna mujhe tu laga