Friday, October 2, 2015

Saajan --1991



Music::Nadeem Saifi,Shravan Rathod
Lyrics::Sameer
Singer::Alka Yagnik, Kumar Sanu
Film Directed By::Lawrence 
Cast::Sanjay Dutt, Madhuri Dixit and Salman Khan

:::::::::

Mera dil bhi kitna paagal hai 
ye pyaar to tum se karta hai 
par saamne jab tum aate ho 
kuchh bhi kehne se darta hai 
mere saajan, mere saajan 
saajan saajan, mere saajan

Kitna is ko samjhaata hoon, 
kitna is ko behlaata hoon, 
naadaan hai kuchh na samajhta hai 
din raat ye aahein bharta hai 

Har pal mujh ko tadpaata hai 
mujhe saari raat jagaata hai 
is baat ki tum ko khabar nahi 
ye sirf tum hi pe marta hai 

Mera dil bhi kitna paagal hai 
ye pyaar to tum se karta hai 
par saamne jab tum aate ho 
kuchh bhi kehne se darta hai 

No comments: