Thursday, October 13, 2011

Mere brother ki dulhan --2011




Music::Sohail Sen
Lyrics::Irshad Kamil
Singer::Rahat Fateh Ali Khan
Choreography::Bosco Caesar

koi bole dariya hai (kaisa kaisa hai isq)
koi maane sehra hai (kaisa kaisa hai isq)
koi bole dariya hai (kaisa kaisa hai isq)
koi maane sehra hai (kaisa kaisa hai isq)
koi sone sa tole re, koi maati sa bole re
koi bole ke chandi ka hai chura
hota aise yeh mauke pe
roka jaaye na roke se
accha hota hai hota hai yeh bura
kaisa yeh ishq hai, ajab sa risk hai
kaisa yeh ishq hai, ajab sa risk hai

kaisa ishq hai : 3 :

muskilon mein yeh yeh daale jo bhi chaahe karaa le badle yeh dilon ke faisle
mann ka mauji, isq toh ji, albeli si raahon pe le chale
muskilon mein yeh daale jo bhi chaahe karaa le badle yeh dilon ke faisle
mann ka mauji, isq toh ji albeli si raahon pe le chale
koi peeche na aagey hai
phir bhi jaane kyun bhaage hai
maara isqe ka, isqe ka dil mera, dil mera
isske uske yeh hisse mein
tere mere yeh kisse mein
maula sikhe bin, sihke bin de sikha

kaisa yeh isq hai ajab sa risk hai
kaisa yeh isq hai ajab sa risk hai

gagaga gagamaga
gagaga gagamaga
gagaga gagamaga re saregare

naina laagey toh jaage bina dori ya dhaage
bandhte hai do naina khwaab se
na ataa ho, na pata ho, kore naino mein koi aa base
naina laagey toh jaage bina dori ya dhaage
bandhte hai do naina khwaab se
na ataa ho, na pata ho, kore naino mein koi aa basse
isska uska na isska hai
jaane kitna hai kiska hai
kaisi bhasha mein, bhasha mein hai likha
iske uske yeh hisse mein
tere mere yeh kisse mein
maula sikhe bin, sihke bih de sikha

kaisa yeh isq hai, ajab sa risk hai