Sunday, February 1, 2009

Jaane Tu Ya Jaane Na


Singer::Abbas Tyrewala
Lyrics::Abbas Tyrewala
Music Director::A.R.Rehmaan
Cast::Imran Khan,Genelia Dsouza,Manjari Fadnis
Producer::Mansoor Khan,Aamir Khan
Director::Abbas Tyrewala


Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pall..
Tu hi har lamha thaa..

Jaane kaisi kashish haii..
Jaane kaisi khalish hai
Kyun ye saanse thami hai
Ankhon mein kyu nami haii..

Hai dosti humko yakein tha
Dosthi aur kuch bhi nahi tha
Hai kaisa ye dard naya sa
Kyun dil lagta toota toota sa

Jaana dil jaana
Kaise maine na jaana
Ke pyaarrr yahi hai
Ye jaane tu ya jaane naa...

Jaana dil jaana
Kaise tune na jaana
Ye pyaarr he haii
Ha jaane tu ya jaane naa..

Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pall..
Tu hi har lamha thaa..

Hooo..
Hoti thi tujhse subah har din ki
Tere dophar se sham ki dhun thi
Hoti thi ratein teri baaton mein khoye
Tere khayalo mein ye jagee aur soyee..
Tu jo nahin tho kyaa.. rahaa..

Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pall..
Tu hi har lamha thaa..

Jaane kaisi kashish haii..
Jaane kaisi khalish hai
Kyun ye saanse thami hai
Ankhon mein kyu nami haii..

Jaana dil jaana
Kaise maine na jaana
Ke pyaarrr yahi hai
Ye jaane tu ya jaane naa...

Jaana dil jaana
Kaise tune na jaana
Ye pyaarr he hai
Ha jaane tu ya jaane naa...

No comments: